![]() |
bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
youn to kabhi kisi pe ejara nahin raha bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha hai bandage kay os se dua mangta rahun aesa nahin kay zabt ka yara nahin raha ehad e hayat kay liey kafi hai tera gham aesa na sochna kay sahara nahin raha ek dusre se bat hi hans kar kia Karen itna bhi ab kisi ko gawara nahin raha hona tha aek din so howa dil ka tutna kia kijiey kay ab koi chara nahin raha hum ko hi pyar men tha bohut dubne ka shoq kismet se kia gila kay kinara nahin raha ab too bhi dub ja kay subha ho chali sahir baki falak pe koi sitara nahin raha |
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
Speechless ...Anth ki shairy Hay......
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
awsum poetry
bohot achi selection hai aap ki thnx for shearing |
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
hmm chagaye lala ...
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
Nice T4S
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
thx alot sham
thx alot jamil |
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
thx alot sahaili
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
v nice lam :)
|
Re: bus yeh howa kay woh bhi hamara nahin raha
thx alot fatima
|
All times are GMT +5. The time now is 01:06 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.