![]() |
djsayz! Kuch Mairey Dil Say
Kaha tha na.......
iss tarhan sote hue chor kay mut jana mujhe beshak jaga dea, bata dena kay tumhain rasta badlna hai, mairi hud say nikalna hai, Tumhain kiss baat ka durr tha ?????????? kia mai janay nahin daita? kahin pay qaid kar laita?????? aray pagal mohabbat ki tabiat mai zabrdasti nahin hoti jissay rasta badlna hai ussay rasta badlanay say jissay hud say nikalna ho ussay hud say nikalnay say na koi rok paya hai na koi rok payega tumhain kiss baat ka durr thaaa?? mujhe jaga daitayyy buss yeh yaad rakhna aye hum dum ab in jagti ankhon mai khuwab tumharay he bastay hain in ankhon kay ansoon mai tumhari yaadon kay deep ban kay mom chalaktay hain buss yaad yeh rakhna aye mairay hum dum in ankon ki roshni kay bujhnay tak mai intezar kay deep jalaonga mairy ghar kay rastay pay tairi qadmon ki ahat ko sun kay he jaonga apni sansoon kay thumnay tak apnay jism kay marnay tak tujhe dil mai basoonga buss taira kahlaooonga kay sansoon kay thamnay ki waja bhi sirf yahi ho gi "iss dunia mai na sahi , agli dunia mai to mairi ho gii" __________________ |
nyc...
|
thankz umair
|
very nice..
|
nice
|
very Nice
|
:0017: nice dj broo:bigteeth:
|
Re: djsayz! Kuch Mairey Dil Say
Nyx....
|
Re: djsayz! Kuch Mairey Dil Say
nice...................
|
Re: djsayz! Kuch Mairey Dil Say
nice sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 12:40 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.