![]() |
Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain Yeh phool khushboo ki raye gain se dar gaaye hain Humein bhi rukhsat ki rasam kuch tu nibahna thi Tumhaari aankhon mein aaye paani se dar gaaye hain Yeh teer jitney fizaa main aakar thair gaaye hain Kisi parinday ki bay zubaani se dar gaaye haina Inhein bhi dariya main apni kashti utarna thi Jo log lehron ki sar giraani se dar gaaye hain Yeh hum jo sheher-ewafa main gumsum kharay hue hain Phir ik taaza ghalat bayani se dar gaaye hain Abhi tu dil ko udaas karti nahiin hain shaamein Abhi se kyun ghum ki hukumraani se dar gaaye hain Humein bhi saahil pe geet likhna the seepiyon se Magar hawaon ki meherbaaniyon se dar gaaye hain |
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
suprb......
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Thnx Jani
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Beautiful Sharing Janab
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Thnxxxxxxxxxxxx
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Nice :rose5:
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Buhat Khoob
|
Re: Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hain
Thnxxxxxxxx
|
All times are GMT +5. The time now is 10:20 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.