![]() |
"" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
Steam Fried Hara Masala Chicken Chicken .........................................6 Drum Sticks {Murghi ki Raan ka Gosht} Hara Dhaniya........................................... ................1 Piyali Hari mirchein ....................................4 se 6 adad Zeera......................................Bhuna hia 1 Chaye ka chamch {hara Dhaniay,Hari murchen dhundiayn utar ker aur zeeray ko Grainder main pees lijiye ho sake tpo sil battay per pees lein Agar aap thori zyada mehnat kerna chhati hainhttp://l.yimg.com/us.yimg.com/i/mesg/emoticons7/1.gif warna grainder main pees lein } yeh aik paste tyar hua Pyaz.........................................2 adad Lehsan..............................aik gadi{gathi hoti hai jsi main joye hote hain} Adrak Powder/Paste.....................................aik chaye ka chamch {is ko bhi sil battay per ya grainder main pees lijiye per aik baat kehte chale pyaz ko sil battay per peestay hue aansoo bohat niklein gay http://www.friendskorner.com/forum/i...milies/046.gifbecuz mere sath hua na http://l.yimg.com/us.yimg.com/i/mesg/emoticons7/1.gif so agar aap rona nahi chhatay http://l.yimg.com/us.yimg.com/i/mesg/emoticons7/1.gif to grinder main pees lijiye pyaz lehsan and adrak} Yeh 2nd paste tyar hua Ab hum btaty hain dusri ashya Namak..........................1 khane ka chamch Lemon Juice...................................4 se 5 khane k chamch Garam Masala...........................1 khane ka chamch Kali mirch pisi hui...................................1chaye ka chamch Namak........................... 1 chaye ka chamch {alaida se} Pakanay k liye Oil -------------------------------------------------------- Tarkeeb Chicken k Drum sticks lijiye achay se saaf ker k dho lijiye aur aik channi main rakhiye 15 min baad dubara pani main bhigyein and 5 min rkahne k baad phir dho lijiye maqsad just yeh hai k blood achay s eremove ho jaye chicken ka us k baad Drum sticks ko kantay ki madad se good lein goodne se murad chicken main achay se tak lagana hai okay ab aap ne bowl main aik khane ka chamch namak lemon juice aur chicken drum sticks dal deni hain achay se hathon s elemon juice namak mila jo ho ga lagaiye chicken per half hour k liye chor dein k namak ruch jaye half hour baad aap is main hara dhaniya,hari mirch and zeeray ka paste daliye phir pyaz lehsan adrak ka paste daliye aur ab bari hai isay achay se mix kerne ki masala achay se lag jaye to half chaye ka chamch aur namak dlaiye aur achay se mic kerne k baad Fridge main 1 ghentay k liye rkah dein baad main aik ghentay baad http://i39.tinypic.com/zsq1jb.jpg is aik bartan main steamer channi jo market mein basani mil jati hai woh rkahiye chani partan main ab thora s apani us steam bowl main daliye pani itna dalna hai k cteamer channis eneechay rahe abhi us chani per drum stickes rakh dijiye aur dhakan rakh dein k steam main chicken qadray gal jaye http://i43.tinypic.com/10dxnw5.jpg 15 to 25 baad chicken ko steamer se nikal lein {aik baat yad rkahiye kuker main ise bilkul steam k liye nahi rkahn hamein mukaml nahi gilana qadray bus gilana hai} khair ab karahyi {nonstick} main oil dlaiye achay s egaram ho jaye to isya deep fry ker lijiye golden hone lage to aik alag dosh main tissu per nikal lijiye kuch der baad garam garam he rahein to is per jhat se Aluminum Foil sticks k kinaray per lagaiye fries k sath tamatar k phool rkahiye aur steam fried hara masala chicken srv kijiye per yaad rhae katchup aur imli ki chutny ko mat bhuliye ga http://i44.tinypic.com/os8wo6.jpg |
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
Yumyyy Thanks
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
thnx..
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
yum yum yummy goez in ma tummyyy :0042:
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
thnx all
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
Haira Ki baat hai meri banayi hui recipes Aap Log Withou My Permission Net PEr Kune Share EKr rahay
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
nice recpie
|
Re: "" Steam Fried Hara Masala Chicken ""By ADoO
thnx..
|
All times are GMT +5. The time now is 09:04 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.