![]() |
Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
Jo Khayal The Na Qayas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Jo Mohabbatoun K Asaas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Jinhein Maanta Hi Nahin Yeh Dil, Wohi Loug Hain Mere Hamsafar Mujhe Her Tarah Se Jo Raas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge Meri Umer Bhar Ki Jo Piyas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Yeh Khayal Saare Hain Aarzi, Yeh Gulaab Saare Kaaghzi Gul-E-Aarzoo Ki Jo Baas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Jinhein Ker Saka Na Qubool Mian, Woh Shareek-E-Rah Safar Hoye Jo Meri Talab Meri Aas The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye Meri Dharkanoun K Qareeb The, Meri Chah The Mera Khuwaab The Woh jo Roz-O-Shab Mere Pass The, Wohi Loug Mujh Se Bicher Gaye |
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
bohut umdha
keeptup |
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
vvvvvvvvvvvvvvv.....niceeeeeeeeeeee
|
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
buhat khoobsorat
|
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
Very Nice
|
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
very nice dear
thx for shairing |
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
Thnx all
specially ado |
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
v nice
|
Re: Mujhe Lamha Bhar Ki Rafaqatoun K Siraab Aur Stayenge
Hmmm Very Nice (Y)
|
All times are GMT +5. The time now is 09:30 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.