![]() |
Hawa thami thi zaroor lekin,
Hawa thami thi zaroor lekin, Wo shaam jesy sisak rahi thi K zard pat'ton ko aandhiyon ny ajeeb Qisa suna dia tha K jis ko sun kar tamam pat'ty Sisak rahy thy Bilak rahy thy! Jaanay kis saanihey k ghum mei Shajar jaron se ukhar chuke thy! Bohat talasha tha hum ny tumko Hr aik rasta, Hr aik waadi, Hr aik parbat, Hr aik ghaati, kahin se teri khabar na aai To ye keh k hum ne dil ko tala Hawa thamy gi to dekh lain gy Hum us k raston ko dhoond lain gy Magar hamari ye khush khyali Jo hum ko barbaad kr gaee thi Hawa thami thi zaroor lekin Bari hi mud'dat guzar chuki thi. |
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
wah.......kia bat he
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
Nice SharinG Thnx
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
NIce....:bu:
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
Quote:
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
Quote:
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
Quote:
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
v nice...
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
Quote:
|
Re: Hawa thami thi zaroor lekin,
nice poetry
|
All times are GMT +5. The time now is 05:26 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.