![]() |
Na tha kuch to Khuda tha.....
Na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota to Khuda hota
Doboya mujh ko honey nai, na hota mai to kia hota howa jab gham se yun be his, to ghum kia sar k katney ka na hota gar juda tan se to zanoo per dharaa hota hoi muddat kai Ghalib mar gaya, per yaad aata hai wo her ek baat pe kehna kai yun hota tu kia hota |
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
wah wah wah Kia kahny ...Ghalib chachu always Rox.... In k ashar tu Ragoo may khon ki raftar taiz ker dety hay :ahsaaaaasm:
|
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
zafina aunty shair ko bigaro to nahi :P
Hum nai mana k taghaful na karo gai lekin Khak ho jaeyngey hum tum ko khabar honey tak :$ thx :) |
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
hahhhahahahahahah Kion acha nahi laga Munna :D
|
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
Munney ki khala acha tab lagey
jab dono mai se ek pora to hoooo lol lol |
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
nice
thx for shairing |
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
thx laley ki jaan
|
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
Nice Sharing Thnx
|
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
nice.....:bu:
|
Re: Na tha kuch to Khuda tha.....
thx jigar lalaa
|
All times are GMT +5. The time now is 11:56 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.