![]() |
Ham nai tujh ko kabhi.....
Hum nai jab bhi tujh ko apna bana chaha
sang har shaks nai ku ham pe uthana chaha Ghair hote jo yaha koi naii baat na thi dukh howa yu bhi k tu nai bhi satana chaha Ye talab ham na mitate to mitata na koi haan yehi soch kar dastoor nibhana chaha Ab yaha koon nibhata hai purani rasmai bhool ja mujh ko yehi us nai batana chaha Her koi jaha doulat ki talab mai har dam piyar ka deep waha ham nai jalana chaha Dil dekh kar waqt nazaa wo mujhe chor gaya aakhri waqt mai jab usko bulana chaha Apney hatoon huwa ruswa tu Anjum pe ye khula ham they nadan jo kaha dil ko lagana chaha |
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
nice lala
thx for shairing |
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
suprb choice
keeptup |
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
very nice suprb...................:bu:
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
V.Nice..
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
thx all :)
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
v niceeeeeee
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
nice jnab :)
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
Nice One
|
Re: Ham nai tujh ko kabhi.....
thx zafi
ur poetry also nyc |
All times are GMT +5. The time now is 08:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.