MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Hadees Shareef (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=15)
-   -   Namaz (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=4334)

pinky 11-30-2008 10:52 PM

Namaz
 
Hazrat Huzaifa R.A. farmate hai Nabi Kareem S.A.ka ma'mool mubarak tha k jab koi aham muamla pesh aata to Aap fauran namaz may mashghuul ho jate.

Hazrat Abuu Zar R.A. farmaate hai ki maine Rasool Allah S.A.ko ye irshad farmate huey suna: jo shaks ek ruku' karta hai ya ek sajdah karta hai is ka ek darja buland kar diya jata hai aur is ki ek ghalti muaf kar di jati hai.

Hazrat Abu Hurairah R.A. se rivayat hai k Rasool Allah S.A.ne irshaad farmaya :bandah namaz k dauraan sajdeh ki haalat may apne Rab k sab se zyadah qareeb hota hai lihaaza(is haalat may khub duaey kiya karo).
faedah:Nafal namaz k sajdo may khaas taur per duao ka ehtamaam karna chahiye.

Hazrat Abu Hurairah R.A.se rivayat hai ki Rasool Allah S.A.ne irshaad farmaya:jab ibne Adam sajdah ki ayat tilawat kar k sajdah kar leta hai to shaitaan rota hua ek taraf hut jata hai aur kehta hai: haay afsos! ibne Adam ko sajdah karne ka hukm diya gaya aur isne sajdah kiya to woh jannat ka mustahiq ho gaya aur mujhe sajdah karne ka hukm diya gaya aur maine sajdah se inkaar kiya to mai jahannam ka mustahiq ho gaya.

pinky 11-30-2008 10:53 PM

]Hazrat Huzaifa R.A. farmate hai Nabi Kareem S.A.ka ma'mool mubarak tha k jab koi aham muamla pesh aata to Aap fauran namaz may mashghuul ho jate.

Hazrat Abuu Zar R.A. farmaate hai ki maine Rasool Allah S.A.ko ye irshad farmate huey suna: jo shaks ek ruku' karta hai ya ek sajdah karta hai is ka ek darja buland kar diya jata hai aur is ki ek ghalti muaf kar di jati hai.

Hazrat Abu Hurairah R.A. se rivayat hai k Rasool Allah S.A.ne irshaad farmaya :bandah namaz k dauraan sajdeh ki haalat may apne Rab k sab se zyadah qareeb hota hai lihaaza(is haalat may khub duaey kiya karo).
faedah:Nafal namaz k sajdo may khaas taur per duao ka ehtamaam karna chahiye.

Hazrat Abu Hurairah R.A.se rivayat hai ki Rasool Allah S.A.ne irshaad farmaya:jab ibne Adam sajdah ki ayat tilawat kar k sajdah kar leta hai to shaitaan rota hua ek taraf hut jata hai aur kehta hai: haay afsos! ibne Adam ko sajdah karne ka hukm diya gaya aur isne sajdah kiya to woh jannat ka mustahiq ho gaya aur mujhe sajdah karne ka hukm diya gaya aur maine sajdah se inkaar kiya to mai jahannam ka mustahiq ho gaya.[/quote]

pinky 11-30-2008 10:55 PM

sorry maray sa 2 times post hoo gae hai........

A L i 12-01-2008 12:22 AM

Pinky koi baat nahi
achi post 3 baar bhi ho jaye tu no problem :)

thanks a lot for nice post

umair8005 12-01-2008 11:47 AM


life 12-01-2008 04:15 PM

jazak Allah

ShArArTi MuNdA 12-02-2008 01:47 AM

jazakallah

pinky 12-02-2008 02:18 AM

Thanks all of u........

-|A|- 12-02-2008 03:32 PM

Jazakhallah

pinky 12-03-2008 01:54 AM

thanks for liking


All times are GMT +5. The time now is 12:46 PM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.