![]() |
Yaadein !!!!!!!!!
Bohat he mudat k baad kal jab kitab-e-mazi ko main ny khola....... bohat sy chehry nazar mein utrey.......... bohat sy namoon py dil paseeja. 1 aisa safha bhi us mein aya............. likha huwa tha jo ansuon sy.. k jis ka unwan "humsafar" tha......... yeh safha sab sy he motbar tha.......... kuch aur ansoo phir us pay tapkey... phir us say aagey main parh na paya......... kitab-e-mazi ko band kar key usi ki yadon man kho gaya main................ agar woh milta to kaisa hota inhe khayalon mean soo gaya main....... |
Nice
|
Nice..........
|
very nice
|
nice
|
thnx for replies..
|
Re: Yaadein !!!!!!!!!
My Fav One
|
Re: Yaadein !!!!!!!!!
usi ki yadon man kho gaya main................
agar woh milta to kaisa hota inhe khayalon mean soo gaya main.. superb ... |
All times are GMT +5. The time now is 09:17 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.