![]() |
Ussay apnay farda ki fikar thi...........
ussay apnay farda ki fikar thi woh jo mera waqif-e-haal tha. woh jo uss ki subha urooj thi wohi mera waqat-e-zawaal th. woh mera dard kaisay jaanta woh meri baat kaisay maanta. woh to khud fanna k safar main tha ussay rokna bhi mahaal tha. kahan jao gay mujhay chor kar main yeh pooch pooch kar thak giya. woh mujh ko jawab na de saka woh to khud sarapa-e-sawaal tha. woh jo uss k samnay aa gia wohi roshni main naha giya. ajab uss ki hasti-e-hussan thi ajab uss ka rang-e-jamaal tha. dam-e-wapsi pe kia hua na woh roshni na woh zindgi. woh sitaara kaisay bikhar gia. woh jo aap apni misaal tha. woh jo mila to barsoon baad mila mere lab pe koi gilla na tha. meri chup ne ussay rula diya jissay guftagoo main kamaal tha. woh mujh se mil kar ro diya faqat itna woh mujh se keh saka. jissay janta tha who zindgi woh to sirf wehm-o-khial tha. |
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Nice
T4S |
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Nice ....
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
nice....
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
very nice......................:bu:
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Thnx,,,,,,,,,
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Nice Janab
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Thnxxxxxxxxxxx |
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Very Nice
|
Re: Ussay apnay farda ki fikar thi...........
Thnxxxxxxxxxxxx
|
All times are GMT +5. The time now is 03:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.