![]() |
Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai Woh sach kahay na kahay aitbaar karma hai Yeh tujhko jaagtay rehnay ka shoq kab se hua? Mujhe tu khair tera intizaar karma hai… Hawa ki zid main jallaye hai ansoouon k chiraagh Kabhi yeh jashan sar-e-rah guzaar karma hai Who muskura kar naye wasooso main daal gaya Khayal tha usay sharamsaar karma hai Tere firaaq main din kis tarhan katein K shaghal-e-shab tu sitaare shumaar karma hai Chalo yeh Ashak hi moti samajh kar Baich aayein Kisi tarhan tu humein Rozgaar karma hai |
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
NIce .....
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
nice....
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
very nice
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
very nice..................:bu:
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
Thnx..........
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
Nice Sharing
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
Thnxxxxxxxx
|
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
one of my favorite
thx for shairing bro |
Re: Wafa main ab yeh hunar bhi ikhtyaar karna hai
superb
|
All times are GMT +5. The time now is 01:34 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.