![]() |
>>Saarey waadon ko bhula sakta hun<<
Saarey waadon ko bhula sakta hun, lekin rehne do..! Main tumhein chor k ja sakta hun, lekin rehne do..! Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz, faisla mein bhi suna sakti hun, lekin rehne do..! Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali, us per main muskura b sakta hun, lekin rehne do..! Sharam aaye gi tumhein warna tumharey waaday, main tumhein yaad dila sakta hun, lekin rehne do |
Re: >>Saarey waadon ko bhula sakta hun<<
Nice Thnx For Sharing
|
Re: >>Saarey waadon ko bhula sakta hun<<
BEautiful ..
|
Re: >>Saarey waadon ko bhula sakta hun<<
awsummm
keptup |
Re: >>Saarey waadon ko bhula sakta hun<<
thanx u
|
All times are GMT +5. The time now is 08:03 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.