![]() |
Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
Us ka tu her andaaz nirala sa lagay hai Qatil hai mera aur masiha sa lagay hai Wo jis se koi khas taaruf bhi nahi hai jub bhi nazer aajaye apna sa lagay hai hum us ke bina jaise mukammal hee nahi ? jo kaam bhi kertay hain adhura sa lagay hai mein us ki her aik baat ko kis terha na manoo wo jhoot bhi bolay hai tou sachcha sa lagay hai ek umr hui tootay huay dil ko hamare ye zakhm mager aaj bhi taaza sa lagay hai itni si khata per keh tera naam liya tha her shaks mere khoon ka piyasa sa lagay hai |
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
bahut zabardast Mahi
khoobsoorat shairi aur hasb e riwayat lajawab intikhaab... |
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
very nice..
|
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
Nice Thnx For Sharing
|
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
Awesome
|
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
bahut umda
|
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
nyc...
|
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
ek umr hui tootay huay dil ko hamare
ye zakhm mager aaj bhi taaza sa lagay hai LAjawab |
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
Main Us Ki Her Ik Baat Ko Kis Terhan Na Maanoon (Y)
Kya Baat Hai ! |
Re: Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . .
Nice Post
thanks for sharing |
All times are GMT +5. The time now is 12:43 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.