![]() |
tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha Umer bhar apna ghar tanha dekhta raha Kahin na kahin to badal hi jatay hain silsilay Magar main jahan gaya sehra dekhta raha Jane kyun qatratay hain log mujhe milne say Kal shab dair talak aaina dekhta raha Pani mangte magte meray honth pathar ho gaye Woh shaks mashkiza liye khara dekhta raha Be-gunah tha phir bhi sir jhukaye hue Sitam-gar ki sitam ki inteha dekhta raha Umar bhar mohabbat ka kuch youn silsila raha Main usay or woh duniya dekhta raha Kahon ga KHUDA se youm-e-hisaab ko MOHSIN Ke zamana meri barbadi ka tamasha dekhta raha |
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
wow superb
|
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
Nice ....
|
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
nice```
|
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
TQ Ghun wish n weard :hbbh: |
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
array its too beautiful ..
|
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
Thnx SanAm 4 Likin :10: |
Re: tanhai mey ajeeb zamany ki wafa dekhta raha
vv nice
|
All times are GMT +5. The time now is 10:04 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.