![]() |
wafa ke rastay main
sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main kabhi charagh jalay hain hawa ke rastay main najaney ab ke baras khaitiyoon pe kya guzray kai pahar kharay hain hawa ke rastay main qadam qadam pe qadam larkhray jatay hain butoon ke dhair lagay hain Khuda ke rastay main diar-e-ahle mohabbat main kis nay di awaz hazar saaz bajay hain sada ke rastay main siway dard-e-mohabbat, bajuz ghubar-e-safar koi rafiq na paya wafa ke rastay main |
Re: wafa ke rastay main
Nice ....
|
Re: wafa ke rastay main
very nyc
|
Re: wafa ke rastay main
awsummm
|
Re: wafa ke rastay main
nice```
|
Re: wafa ke rastay main
fanks..
|
Re: wafa ke rastay main
V.Nyx....
|
Re: wafa ke rastay main
thanks
|
Re: wafa ke rastay main
nice sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 02:59 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.