![]() |
Main aur meri tanhi
Gile fizool thhey ahad-e-wafa ke hote hue so chup raha sitam-e-naarava ke hote hue ye qurbato’n mein ajab faasle pade ki mujhe hai aashnaa ki talab aashnaa ke hote hue wo hilaagar hain jo majbooriyaa’n shumaar karein chiraag humne jalaaye hawa ke hote hue kise khabar hai ki kaasaa-ba-dast phirte hain bahot se log saro’n par huma ke hote hue ‘Faraz’ aise bhi lamhein kabhi-kabhi aaye ki dil girifta rahaa dilruba ke hote hue [IMG]img195.imageshack.us/img195/1862/00ei050qv6c.jpg[/IMG] Ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya na karo mujhse bikhre hue gesu nahi’n dekhe jaate surkh aankho’n ki qasam kaanpti palako’n ki qasam thar-tharaate hue aansu nahi’n dekhe jaate ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya na karo chhoot jaane do jo daaman-e-wafa chhoot gaya kyun ye lagzeeda kharaami ye pashemaa’n nazri tumne toda nahi’n rishta-e-dil toot gaya ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya http://img341.imageshack.us/img341/1844/2lmtkyd.jpg :very-mad::1: |
Re: Main aur meri tanhi
Gud ..
|
Re: Main aur meri tanhi
Nice.....
|
Re: Main aur meri tanhi
Nice .......
|
All times are GMT +5. The time now is 12:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.