![]() |
Buht hi mudat k baad kal jab
Buht hi mudat k baad kal jab kitab-e-maazi ko meine khola buht se chehray nazr mei utray buht se namoon pe dil paseja aik aisa safha bhe usme aya likha huwa tha jo ansuoon se k jiska unwan "HUMSAFAR" tha jo safha sabse hi mautabar tha kch aur ansu phr us pe tapkay phr us se agay mei parh na paya kitab-e-mazi ko bandh kar k tumhare baton mei kho gaya mei agr tu milta to kaisa hota Inhi khayalon mei soo gaya m |
Re: Buht hi mudat k baad kal jab
NIce .....
|
Re: Buht hi mudat k baad kal jab
Bohat Ala ..
|
Re: Buht hi mudat k baad kal jab
nyc...
|
All times are GMT +5. The time now is 12:34 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.