![]() |
Kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha
kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha tanhai main shehr basaya karta tha kesa pagel shakhs hai saari saari raat deewaron ko dard sunaya karta tha ro deta tha aap hi apni baaton pr aur phir khud ko aap hansaya karta tha jalnay lagti lahu main judai to ro deta tanhaiyon ki khaak uraya karta tha chehray se tera rog chhupata to hans deta ankhon main teri yaad manaya karta tha kchi umar ka pyar usay le dooba qateel jo logon ko jeeney k atwaar sikhaya karta tha.....! |
Re: Kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha
Nyx...
|
Re: Kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha
Thanx................
|
Re: Kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha
NIce .....
|
All times are GMT +5. The time now is 12:59 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.