![]() |
Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,

Bass zra wafaa kamm hai terey shehar vaalon mein, Pehli baar nazron nay chaand boltay dekha, Hum javaab kya detey kho gaye sawaalon mein, Meri aankh kay taarey abb na dekh paaoogay, Raat kay musaafir thay kho gaye ujaalon mein, Jaisay aadhi shabb kay baad chaand neend mein chaunkay, Voh gulaab kee zumbish unn siyaah baalon mein, ................... Yeh zindagi ajeeb se, Kabhi gulzaar se kabhi bezar se, Kabhi khushi hamesha saath de, kabhi ghamoon ki barsat se, Yeh zindagi ajeeb se, Kabhi tufaan main bhi hai rastay, Kabhi manziloon ka pata nahi, Kabhi to qadam pe hai zindagi, Kabhi sadyoon ka intazar se, Yeh zindagi ajeed se, kabhi gulzar se kabhi bezar se |
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
Nice .....
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
Nyx....
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
Nice....
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
v nicee
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
nice sharing
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
nyc t4s
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
:zabardast:
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
Great.............
|
Re: Sau khaluus baton mein,sab karam khayaalon mein,
nice jee
|
All times are GMT +5. The time now is 11:58 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.