![]() |
labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
dilon ke diip jalte hain chiraagh-e shaam se pehle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahi paata kahaani khatam hoti hai kabhi anjaam se pehle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi suuraj nikalta tha tumhaare baam se pehle dilon ki jagmagaati bastiyoN pe raaj karte hain yahi jo log lagte hain nihaayat aam se pehle hui hai shaam jungle mein parinde lauTte hoan ge ab in ko kis tarah roken navah-e-daam se pehle ya saare rang murda the tumhaari shakl ban_ne tak ya saare harf mohmal the tumhaare naam se pehle hua hai voh agar munsif to Amjad ehtiyaatan ham saza tasliim karte haiN kisi ilzaam se pehle .!!! |
Re: labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
V.Nyx...
|
Re: labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
Thanks alot
|
Re: labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
Nice .....
|
Re: labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
Thanks..
|
Re: labon pe phool khilte hain kisi ke naam se pehle
nyc....
|
All times are GMT +5. The time now is 03:36 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.