![]() |
Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
Mera bhi qissa e gham, kehna Shahe Arab se Kehna ke Shahe Alee, ek ranj o gham ka maraa Do no jahaan me jiska, hai Aap hi sahara Halaat e pur alam se, iss dum guzar raha hai Aur kaampte labaun se, faryaad kar raha hai Baray gunah apna, hai dosh par uthae Koee nahi hai aisa, jo poochne ko aae Seene me hai andhera, dil hai siyah khana Yeh hai meri kahani, Sarkaar ko suna na Kehna ke badh rahi hai, ab dil ki iztirabi Qadmau se door hoon mai, qismat ki hai kharabi Kehna mere Nabi se, mehroom hoon khushi se Sar par ek abre gham hai, ashkaun se aankh num hai |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
subhan allah |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
Nice Sharing ....
|
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
SubhanALLAH
t4s |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
MAshahAllah JazakAllah
|
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
Niceeeeeeeee |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
Nice Sharing,,,,,, |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
nice
thx for shairing |
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
nice sharing
|
Re: Taiba ke janay wale, jakar zara adab se
nice sharing....
|
All times are GMT +5. The time now is 04:53 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.