![]() |
* Vo jo mERAY dIL MAI basa karta Tha*
saath roota tha mery saath hansa karta tha wohi jo mery dil main basa karta tha meri chahat ka talabgar tha wo is qadar k namazoon main milny ki dua karta tha aik pal ka bicharna bhi gavara na tha usko roty roty wo mujh ko khud se juda karta tha mery dil main raha wo dharkan ban kar or say ki tarhan saath chala karta tha rog-e-dil jo laga betha anjany main meri agoosh main marny ki dua karta tha baat kismat ki thi jo juda ho gay hum warna woh to mujhy tkdeer kaha karta tha |
Re: * Vo jo mERAY dIL MAI basa karta Tha*
V.Nyx.....
|
Re: * Vo jo mERAY dIL MAI basa karta Tha*
v nice...
|
Re: * Vo jo mERAY dIL MAI basa karta Tha*
nyc....
|
All times are GMT +5. The time now is 08:28 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.