![]() |
Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi, Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi. Cherh kar jata raha har baar zakhmon ko mere, Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi. Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh, Uske har aaza ko ik adaa milti rahi. Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb, Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi. Paththron ki gird takrata raha wajood, Sukhan goi ko sadaa nayee sadaa milti rahi. |
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Patthar Se Wafa .. Butt Say Khuda Maang Raha Hon ... ? Kun Aaj Men Sehra Sey Ghataa Maang Rhaa Hon ... !! Nice Poety Mahi :) |
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi.
Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh, Uske har aaza ko ik adaa milti rahi. Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb, Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi. ... husn e intizhab ka kia kahna ... |
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
nice one ji
|
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Buhat Zabardast ...........
|
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
nyc....
|
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
thnx..............
|
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Nice Thnx For Sharing
|
Re: Faasla barhta gaya jitna gaya uske qareeb
Hmmm Bohat Khoob
|
All times are GMT +5. The time now is 06:01 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.