![]() |
Kash koi samjha deta
KASH KOI SAMJHA DETA guftugu k lamhoon may dekh hi nai patay hm tmharay chehray ko Tum hamari ankhoon ko aj aisa kartay hain Chashm-o-lab ko parhtay hain Bat chor detay hain jany kya lamha ho ga jb ye hath hathon se gr kabi juda ho ga aj aisa kartain hain Zabt-e-jaan pakartay hain hath chor detay hain Kash koi samja dy log kis tarah dil ki Manzilain alag kar k sath chor detay hain Chalo aj aisa karty hain be-sabab bikharty hain zat tor detay hain _______________ |
Re: Kash koi samjha deta
Nice ....!!
|
Re: Kash koi samjha deta
thnx ...........
|
Re: Kash koi samjha deta
bohat ala ...
|
Re: Kash koi samjha deta
thnx ...........
|
Re: Kash koi samjha deta
beautiful......
|
Re: Kash koi samjha deta
thnx ...........
|
Re: Kash koi samjha deta
nyc.....
|
Re: Kash koi samjha deta
thnx life2
|
Re: Kash koi samjha deta
very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 05:31 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.