![]() |
Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
bewafa se bawa maangta reh gaya Aasman yun zamin par gira aur wo, Usake ghar ka pata poochta reh gaya Shownk jalne ka kab se hua tha use, raakh me aag ko dhundta reh gaya Saari duniya nazar saamne aa gayi, haath me taash the, khelta reh gaya khwaab chubhane lage aankh me is kadar, toote shishon ko wo jodta reh gaya Chalne wale uthe aur subah chal diye, ek wo baithkar sochta reh gaya paani se dosti bhi kari thi kabhi, barf ki tarah wo tairata reh gaya Raat ko raat bhar dekhta reh gaya, bewafa se bawa maangta reh gaya |
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
very nice
|
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
v nice
|
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
greattttt
|
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
bahut khoob
|
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
Nyce .......
|
Re: Raat ko raat bhar dekhta reh gaya,
thanks alot
|
All times are GMT +5. The time now is 12:34 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.