![]() |
Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne har aik yaad ka gulshan jala dia main ne wo piyaar jiske qasidey kaee likhe the kabhi kitab-e-dil se wo unwaan mita dia main ne thi apni manzile hasrat jo ik mohabat ki usey mazaar ka manzar bana dia main ne na tumse koi gila hai na ab shikayat hai tumhari raah se khudko hata dia main ne nazar mila ke jo dekho gay jaan jaao gay ke kesey tum ko nazar se gira dia main ne meri wafa ka janaza tha is qadar ghamgeen ke patharoon ko bhi gham se rula dia main ne |
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Lajawab ..... :)
|
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
nyc...
|
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
achi hai
|
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
nice fajaan bro
|
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Quote:
gud one |
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Quote:
thx deeewani |
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Quote:
thx laffoooooo |
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
Quote:
thx kainaat |
Re: Tu aik waqat tha jisko bhula dia main ne
v nice faji
|
All times are GMT +5. The time now is 12:45 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.