![]() |
“Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya Jiss ka bhi gham houa ousse apna banaa liya Tum gham ka bojh ro ke bhi halka na kar sake Meine hansi ki aaD main har gham chhupaa liya Sunane ko jab na koyi milaa daastaan-e-gham Aaina rakh ke saamane Khud ko sunaa liya Kabhi kahaa na kissi se tere fasaane ko Na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko Sunaa hai ghair ki mehfil main tum na jaaoge Kaho to aaj sajaa loun gareebkhaane ko Duaa bahaar ki maangi to itne phoul khile Kahin jagah na mili mere ashiyaane ko Ab aage is main tumhara bhi naam aayega jo hukm ho to yahin chhoD doun fasaane ko ‘Qamar’ zaraa bhi nahin tum ko kauf-e-ruswaayi chale ho chaandni shab main unhein bulaane ko |
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
yeh aap ki poetry tou nahi :$
rafi ka ek song hai yeh tou omg |
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
hain.... Rafi ka song :S
mein tu pherty phert aweien impress horehi thi : D Tum gham ka bojh ro ke bhi halka na kar sake Meine hansi ki aaD main har gham chhupaa liya n e waz nyc........ |
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
V.Nyx....
|
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
Nice....
|
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
very nice............................:bu:
|
Re: “Jeene ka raaz meine mohabbat main paa liya”
bohat umdah!
|
| All times are GMT +5. The time now is 06:03 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.