![]() |
Na main paas usko bula saki
Na main paas usko bula saki, Na dil ki baat bata saki, Wo hansi hansi mein chal dia, K main haath tak na mila saki, Yunhi sochti rahi door tak, Magar usko kuch na bata saki, Ye Mukaam hi tha ajeeb sa, K main khud ko b na bacha saki, Wo juda hua kuch is tarha, Koi rasam tak na nibha saki, Usse jana tha wo chala gaya, Usse aaj tak na bhula saki....!! |
Re: Na main paas usko bula saki
really nice
|
Re: Na main paas usko bula saki
Very Nice ..
|
Re: Na main paas usko bula saki
thank u both of u:camera:
|
Re: Na main paas usko bula saki
nyc...
|
Re: Na main paas usko bula saki
Nice ......!!
|
All times are GMT +5. The time now is 12:15 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.