![]() |
Aakhri safar 'the last journey'
AAKHRI SAFAR 'THE LAST JOURNEY' Is duniya se rishta naata toard kar chale, Apno ko begano ko choard kar chale Nehla rahe hai sab milkar meri laash ko, Pehna rahe hai kafan sab meri laash ko Ab kuch hi dear me janaze par daal denge mujhe Fir hoga safar mera bas sawari badli huyio hogi Janaza wahi hoga masjid ka bas laash badli huyi hogi Pardhenge sab milkar namaaz mujhe wida karne ki Ristedaar padhenge fateha mujhpar Darakhwast karenge maulvi se mere liye duwa karne ki Ab janaza uthaya jaayega mera udaasi ka manzar hoga Kabar hi meri manzil hogi kabar hi mera ghar hoga Phir daal denge kabar me mujhe or mitti me sulaa denge Aise hoga chahne waale mere aakhri waqt pe ye silaa denge Sab rishte duniya tak ke hi hain koi saath nibhaata nahi Bhool jaate hai kuch hi dino mein baad koi milne bhi aata nahi. __________________ |
Re: Aakhri safar 'the last journey'
nyc...
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
very good
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
suprb...
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
thanx all
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
very niceeee
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
thank u
|
Re: Aakhri safar 'the last journey'
Nice ......!!
|
All times are GMT +5. The time now is 05:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.