![]() |
dard phel jaye toi (Shaam)
dard phel jaye tou
ek waqt ata hai aazda gazeedo ke hoslei nahi chaltey dasht e beyaqeeni mei asery nahi chaltey zehro ki ankhon mei manzilein na jab tak hon; qafley nahi chaltey ek zara tawajja sei dekhyeh tou khulta hai log in pei chaltey hain, rastey nahi chaltey sochnei samjhnei sei sath sath chaltey hain doosyaa simat ti hain faslei nahi chaltey khaab ankhon mei ratjagey nahi chalety darguzar kei halqay mei masley nahi chaltey do dilo ki qurbat mei teesra nahi hota wastey nahi chaltey bakht sath chalta hai taba azmaaon kei waqt raam karnei mei tazjiyeh kei dawo kia tajurbey nahi chaltey ishq ke ilaqay mei hukm e yaar chalta hai zabtey nahi chaltey husn ki adalat mei aajizi tou chalti hai martabey nahi chaltey dosti ke rishto ki parwarish zaroori hai silsiley talluq kei kudh sei ban tou jatey hain lekin in shagoofo ko tootnei bikharnei sei rokna bhi parta hai chahto ki matti arzoo kei podoo ko senchna bhi parta hai ranjisho ki bato ko bhoolna bhi parta hai |
Re: dard phel jaye toi (Shaam)
superb........
|
Re: dard phel jaye toi (Shaam)
shukria sis
|
Re: dard phel jaye toi (Shaam)
Nice ......!!
|
Re: dard phel jaye toi (Shaam)
Nice.....
|
Re: dard phel jaye toi (Shaam)
Thanks For Sharing...
|
All times are GMT +5. The time now is 07:41 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.