life2 |
08-14-2008 07:09 AM |
Dhakka.......
new game hazir hay is game main aap nay apnay say above person ko ek piyara sa dhakka dayna hai ..kaha par??? yay marzi humnay aap par chori ...
JAYSAY : DHAKKA --pahar say , oonchi dewar say , samandar main ,nadi main , daldal main , kowwain main , kechar main , gehri khaye main , bas say , jahaz say ,
DHAKKA -- piyar say , phoolon par , khowabo main , choclate kay dram main , pepsi ke factory main , garam coffe main ....
aur joo aap chahein ok to star karein ???
DHAKKA -- , oonchi dewar say ..
|