![]() |
Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Teri Aankhon Ko Parhta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Tumhara Naam Likhne Ki Ijaazat Chhin Gayi Jabse Koi Bhi Lafz Likhta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Teri Yaadon Ki Khushbu Khirkiyon Mein Raqs Karti Hai Tere Gham Mein Sulagta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Main Hans Ke Jhail Leta Hoon Judaai Ki Sabhi Rasmein Galle Jab Uske Lagta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Najaane Ho Gaya Hoon Is Qadar Hasaas Main Kabse Kissi Se Baat Karta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Woh Sab Guzre Huwe Lamhaat Mujhko Yaad Aate Hain Tumhare Khat Jo Parhta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Main Saara Din Bohat Masroof Rehta Hoon Magar Juhi Qadam Chokhat Pe Rakhta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Hazaaron Mausmon Ki Haqmarani Hai Mere Dil Par Main Jab Bhi Hansta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain |
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
One of My Fav Beultiful One
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Awsome !! ..
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
[COLOR="rgb(65, 105, 225)"]It is just So Beautiful. Thank ou for sharing[/color]
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
v nyccccccccccccc
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Great touch ..
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Thanks to all of you
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
:cool-yaar:
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
my favourite one superb
|
Re: Samundar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Buhat zabardast :blush-anim-cl:
|
All times are GMT +5. The time now is 11:37 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.