![]() |
Pakistani Blues...
hmmmmm
Awargi mein hadh se guzar jana chahiye (3) Lekin kabhi kabhar (2) Toh ghar jana chahiye Awargi mein hadh se guzar jana chahiye. Mujhse bishad kar in dino kis rang mein he woh (2) Yeh dekhne amir khusro ke ghar jana chahiye (2) Awargi mein hadh se guzar jana chahiye. Us but se ishq kijiye lekin kuch istarah (3) Mujhe koi toh saf mukar jana chahiye (2) Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya(3) Ab sochna he ki kidhar jana chahiye (3) Baithe rahoge dasht mein kab tak mirza ghalib (3) Jina agar nahi he toh mar jana chahiye (2) Awargi mein hadh se guzar jana chahiye. Nadan jawani ka zamana guzar gaya (3) Ab ah gaya budhapa sudhar jana chahiye (3) Awargi mein hadh se guzar jana chahiye. Lekin kabhi kabhar (2) Toh ghar jana chahiye Awargi mein hadh se guzar jana chahiye. |
Re: Pakistani Blues...
Yepi Yepi Yepi, happy new year for pakistan!
So are the pakistani youngster musicians working hard for their music creations? http://youtu.be/3ClW1O9YOeI Mera ek sapna hai ki ek din mein jab pakistan aunga toh tum sab mere liye music instruments bajaoge...tabla, harmonium, sitar, violin...etc Aur mein 'awargi mein hadh se' gana gaunga!!! |
Re: Pakistani Blues...
Aur tasty pakistani chicken dishes toh rakhi hi hongi....!
|
All times are GMT +5. The time now is 11:21 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.