![]() |
~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
http://www.friendskorner.com/forum/p...lowers-002.gif Us ne kaha ke ishq ka nasha utar gaya Main ne kaha ke husaan bhi hum se mukar gaya Us ne kaha keh tuj ko dilani hain chooriyaan Main ne kaha ke aab wo zamana guzar gaya Us ne kaha ke kya hoti kaajal ki dhaar si Main ne kaha ke ankh se darya guzar gaya Us ne kaha kehyeh teri chooriyoon se dosti Main ne kaha ke dil mera duniya se bhar gaya Us ne kaha ke kya mila sab se bigar ke Main ne kaha ke waqat acha guzar gaya Us ne kaha ke khuwab main aane ka waqat doo Main ne kaha ke neend ka mausam guzar gaya Us ne kaha keh wo tere sooraj ka kya bana Main ne kaha ke wo mere dil main utar gaya Akhir ko tang aa ke, kahi us ne itni baat Wo tum kahan gaye wo zamana kidher gaya. http://www.friendskorner.com/forum/p...lowers-002.gif |
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
Wah Wah Wah kia baat hai
|
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
adab ada adab shukriya :giggle:
|
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
wah buhat zabardast...........:hbbh:
|
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
tankooo
|
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
Suprb!!
|
Re: ~*Woh Zamana Guzar Gaya*~By ADoO
thnxxx
|
All times are GMT +5. The time now is 11:29 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.