![]() |
<Zamana Guzar Gaya>By ADoO
Us ne kaha ke ishq ka nasha utar gaya Main ne kaha ke husaan bhi hum se mukar gaya Us ne kaha keh tuj ko dilani hain chooriyaan Main ne kaha ke aab wo zamana guzar gaya Us ne kaha ke kya hoti kaajal ki dhaar si Main ne kaha ke ankh se darya guzar gaya Us ne kaha kehyeh teri chooriyoon se dosti Main ne kaha ke dil mera duniya se bhar gaya Us ne kaha ke kya mila sab se bigar ke Main ne kaha ke waqat acha guzar gaya Us ne kaha ke khuwab main aane ka waqat doo Main ne kaha ke neend ka mausam guzar gaya Us ne kaha keh wo tere sooraj ka kya bana Main ne kaha ke wo mere dil main utar gaya Akhir ko tang aa ke, kahi us ne itni baat Wo tum kahan gaye wo zamana kidher gaya. Janty hoon bhula na poagey kisi halat mein mujhe Mager kuch aisay yaad karna jeene ke kaam asakoon |
Re: <Zamana Guzar Gaya>By ADoO
Nice .........!!
|
Re: <Zamana Guzar Gaya>By ADoO
thnxxx
|
Re: <Zamana Guzar Gaya>By ADoO
nice poetry....keep it up
|
Re: <Zamana Guzar Gaya>By ADoO
thnx....
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:21 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.