![]() |
Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa, Mager us main nashe ki davaa se main anjaan thaa. . . Halvaa khaate hi din main taare nazar aa gaey, Jub ke dekhnaa mujhe Moharam ka chaand tha. . . . Bohot hi meethaa halvaa thaa Hoti saahib, Bavajood ke mulk main cheeni kaa bohraan thaa. . . . Achaa huvaa ke vaqat pe hospital pohnchaa dia, Vernaa raste hi main pertaa qabristaan thaa. . . . . Hilaale Eid per ikhtalaaf apni jagah Bilor Sahib, Mager halve main Nasvaar milaanaa kahaan ka intaqaam thaa. . . . |
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
lolzzzz v nice
|
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
thanks
|
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
lol Gud
|
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
lOolXx ..
ThanX 4 Shairng ::.. |
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
thanks
|
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
Lolzzzzzzz
|
Re: Sooji kaa halvaa khaanaa meraa armaan thaa,
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 03:26 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.