![]() |
Mujhay Bholnay par Malal tha
isay yaad rakhna muhaal tha mujhay bholnay par malal tha meri fikar ko jala mili woh tera hi hushn-e-khyaal tha kabhi gardish-e-waqt nay aj tak meray hoslay ko na maat di jo hawa kay rukh pay tha sofishaa’n woh mera hi husn-e-khyaal tha ye har ek sham diya jala kay hawaoo’n say mera pochna tum hi kuch bataoo kay kya huwa mera akhri jo sawal tha faqt ek zarb-e-khafeef say mera abgeena bigar gya jo bikhar gya to pata chala kay simtna kitna muhaal tha ram-e-ah’ho jasay gureezpa ho khud agehi kay saraab mai wohi hijratoo’n ka fareeb tha wohi gham-e-dil ka ghazal tha koi kya bataye kay zeest mai na kashish rahi na maza raha jo guzar gya woh shabab tha jo bikhar gya woh jamal tha |
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
very nice..
|
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
very nice sharing sis
keep it up :) |
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
nyc....
|
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
nyx....
|
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
nice sharing
|
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
koi kya bataye kay zeest mai na kashish rahi na maza raha jo guzar gya woh shabab tha jo bikhar gya woh jamal tha very nice |
Re: Mujhay Bholnay par Malal tha
Thnx all
|
All times are GMT +5. The time now is 02:55 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.