![]() |
Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa, Yeh jo zakham zakham gulaab hai. . . . . Ye hai daastaan mere ehed meray ehed ki, Jahaan zulmaton ka nisaab hai. . . . . Jahaan tarjumaani ho jhoot ki, Jahaan baat hukmaraani ho loot ki, Jahaan baat kernaa muhaal ho, Wahaan aagahi bhi azaab hai. . . . . Meri jaan! Hont to khol tu. . . . Kuch apne haq main bhi bhol tu. . . . Ye ajeeb hai teri khaamoshi, Na savaal hai na javaab hai. . . . Wahi baam-o-dar hain jale hoay, Wahi chaand chehre dhale hoay, Wahi subah koe-e-malaal hai, Wahi subha koe-malaal hai, Shaam-e-sheher-e-kharaab hai. . . . . Mujhe saad Tujh se gilaa nahi, ke main khud hi tujh se milaa nahi, Teri zindagi bhi azaab hai. . . . . Meri zindagi bhi azaab hai. . . . . |
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
nice sharing
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
thankss
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
v nice...
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
nyc...
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
thanks all
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
V nice
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
v nice khushboo
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
Goood one..!! :)
|
Re: Yeh jo phir shikastaa hai faakhtaa,
thanksss
|
All times are GMT +5. The time now is 06:50 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.