![]() |
Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
dil mein wafa ki hai talab lab pay sawaal bhi nahi hum hein hisaar-e-dard mein us ko khayaal bhi nahi itnaa hai us say raabta, chaaon say jitna dhoop ka ger nahi ye hijir to phir ye wisaal bhi nahi wo jo anaa-parast hai, main bhi wafa-parast hoon us ki misaal bhi nahi, meri misaal bhi nahi tum ko zubaan day chukay , dil ka jahaan day chukay ehad-e-wafaa ko tor dein, apni majaal bhi nahi us say kaho k lamha bhar hum say aa milay kabhi mana ye hai muhaal per, itna muhaal bhi nahi : ) |
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
nice ji
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
Nice .......!!
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
nice...
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
t h a n k s
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
v v nicee
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
nice one
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
Very Nice....
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
nyc mahi///
|
Re: Us ki misaal bhi nahi, Meri misaal bhi nahi : )
buhat Alla
|
All times are GMT +5. The time now is 03:49 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.