![]() |
Mujhay shair kehna sikha dia!
Na wasta tha kisi shair say Na shaeri say tha mai ashna Teri yaad nay, tairay dard nay Mujhay shair kehna sikha dia! woh jo sheher-e-dil tha ujar gaya woh jo khuwab tha woh bikhar gaya kabhi musamon ki nazar lagi kabhi wahmon nay dara diya kabhi manzilon kay sarab nay humay raston main dagha diya kabhi zindagi ki kitab say humay jis nay chaha mita diya bus issi liye... woh jo ja raha tha tu dur tak usay dekhtay hi rahay magar nahii di sada... usay ruktay bhi tu kis liye??? |
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
very nice
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
V.Nyc....
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
v niceee
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
nyc...
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
thanks allz...
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
superb :zabardast:
Raat Din Gardish mai hain saat Aasman ho rahega kuch na kuch, ghabra'en kia |
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
:bu:.....
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
v nice
|
Re: Mujhay shair kehna sikha dia!
acha haiii
|
All times are GMT +5. The time now is 07:23 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.