![]() |
Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon Kissi ka dil dukha dein jo mein un lafzon se darta hon Suhanay thay jo sab ke sab woh lamhe rahein ge pechey Naye logon nai baaton naye lamhon se darta hon Zamanay ne yehi mera nirala taur dekha hai Mein ghairon se nahi faqat apnon se darta hon Buray hon jo haqiqat mein magar zahir mein achay hon Ilahi is zamanay mein main un logon se darta hon Ujaalon se mohabat hai mujhe yeh thik laikin Jala dein jo gulshan ko meni un kirnon se darta hon Mein qaayal hun faqat unka jo ansu rang laayen Jo beh jayen faqat yunhi mein un askhon se darta hon |
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
nyx ....
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
:groupwave1:
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
beautifull
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
nice sharing janab
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
thanks alll
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
Nice .....
|
Re: Na khaif hon mein nashtar se na mein kaanton se darta hon
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 10:56 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.