![]() |
Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai tamaam umr yehi aasra hi kaafi hai Jahan kahin bhi milo mil ke muskura dena khushi ke wastey yeh silsila hi kafi hai Mujhe bahaar ke mausam se nahi kuch lena tumhare pyar ki rangeen fiza hi kaafi hai yeh log kaun si manzil ki baat karte hain? musaafiron ke liye tu raasta hi kaafi hai |
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
fantastic!!
|
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
thanks sis
|
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
Gud...
|
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
buhat khoob
|
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
thanks

nyc...

Nice ..........
|
Re: Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 03:28 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.