![]() |
jub tera dard mere saath wafa karta hai..
jub tera dard mere saath wafa karta hai.. ek samandar meri ankhon se baha karta hai.. us ki batain mujhe khushbo ki tarha lagti hain.. phool jese koi sehra main khila lagta hai.... mere dost ki pehchan yehi kafi hai.. wo hr ek shakhs ko danesta khafa karta hai... aur to koi sabab uski mohabbat ka nahi.. baat itni hai k wo mujh say jafa karta hai... jab khizaan aaein to lot aey ga FARAZ.. wo baharon main zara kum hi mila karta hai... |
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
nice one
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
thanx..........
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
Nice ....
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
thanx ghun sis
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
nyc......
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
waowwww owsum
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
nice..................
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
thanx all
|
Re: jub tera dard mere saath wafa karta hai..
ZabaRdast..
Thanks foR ShaRinG.. |
All times are GMT +5. The time now is 10:19 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.