![]() |
Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya
Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya Mehb oob ke honton pe mera naam aa gaya Main jis ki raah dekhta tha roz akela Woh shakhs mere paas sar-e-aam aa gaya Main sochta tha kya, aur guzri hai mujhpe kya Thi zaat meri saaf, ik ilzaam aa gaya Jab se hai sar pe kafan para sochta hoon main Thi zindagi bechain aur aaraam aa gaya Hai is se bara kya saboot ishq ka mere Dua mein haath uthe aur tumhara naam aa gaya Ho ga udaas mujh se bichar ke wohi Jis ke labon pe kal ko mera naam aa gaya... |
Re: Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya
greatttttt sis
|
Re: Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya
thanks
|
Re: Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya
nice khushbooo
keep it up Teri TAlab Ki Hadd Ne Aisa Junoon Bakhsha....!!!!!! Hum Khudha Ko Bhool Beithay Tujhay Yaad Krtaty Kartay... |
Re: Tha jis ka intizaar woh paigaam aa gaya
thanksss
|
All times are GMT +5. The time now is 03:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.