![]() |
Koi mausam ho dil me hai tumhari yaad ka mausam
Koi mausam ho dil me hai tumhari yaad ka mausam ke badlaa hi nahi jaana tumhare baad ka mausam Nahi to aazmaa kar dekh lo kaise badaltaa hai tumhaare muskuraane se dil-e-nashaad ka mausam Ruton ka qayedaa hai waqt par ye aati jaati hain hamare sheher me kyon ruk gaya fariyaad ka mausam kahin se us hasin awaz ki khushboo pukaregi to uske sath badlegaa dile barbaad ka mausam Mere sheher-e-pareeshan me , teri be chaand raaton me bohot hi yaad karta hun teri buniyaad ka mausam Na koi gham khizaan ka hai na khwahish hai baharon ki hamare saath hai kisi ki yaad ka mausam |
nice
|
Thanks |
Re: Koi mausam ho dil me hai tumhari yaad ka mausam
Nice.. Thanks For Sharing.. :):):) |
Re: Koi mausam ho dil me hai tumhari yaad ka mausam
v nice.......
|
Re: Koi mausam ho dil me hai tumhari yaad ka mausam
so ncie.........
|
All times are GMT +5. The time now is 10:25 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.