![]() |
Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi
Dosti Tau Udaas Karti Nahi Hum Hamesha Ke Ser Chashm Sahi Tujh Ko Dekhain Tau Aankh Bharti Nahi Shab-e-Hijraan Bhi Roz-e-Bad Ki Tarah Kutt Tau Jaati Hai Par Guzarti Nahi Sher Bhi Aayton Se Kiya Kum Hein Hum Pe Mana Wahi Utarti Nahi Yeh Mohabbat Hai, Sun Zamany Sun Itni Aasanion Se Marti Nahi Jiss Tarah Tum Guzaarty Ho Faraz Zindagi Iss Tarah Guzarti Nahi |
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
v.nyce
|
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
very nice............................:bu:
|
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
:bu:....
|
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
Nice...
|
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
nice......
|
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
WoOoow
Nice ...!! |
Re: Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi By Ahmad Faraz
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 09:02 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.