![]() |
muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka
bat kar tujh par guman hone laga tasvir ka rat kya soye k baqi umr ki nind ur gai Khvab kya dekha ki dharka lag gaya tabir ka jane tu kis alam main bichara hai ki tere bagair aj tak har lafz fariyadi meri tahrir ka jis tarah badal ka saya pyas bharakta rahe main ne vo alam bhi dekha hai teri tasvir ka kis tarah paya tujhe phir kis tarah khoya tujhe mujh sa munkir bhi to qail ho gaya taqdir ka ishq main sar phorna bhi kya k ye be-meher log ju-e-Khun ko nam dete hain ju-e-shir ka jis ko bhi chaha use shidat se chaha hai 'Faraz' sil-sila tuta nahin dard ki zanjir ka |
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
v.nyce
|
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
very nice............................:bu:
|
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
:bu:....
|
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
Nice...
|
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
nice......
|
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
WoOoow
Nice ...!! |
Re: muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka By Ahmad FAraz
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 07:06 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.