![]() |
Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
log jal jayenge suraj ki tamanna na karo waqt ka kya hai kisi pal bhi badal sakta hai ho sake tum se to tum mujh pe bharosa na karo kirchiya ToTe hue aks ki chobh jayengi aur kuch roz abhi aina dekha na karo ajnabi lagne lage Khud tumhain apna hi wajood apne din rat ko itna bhi akela na karo Khwab bachchon ke khilauno ki tarah hote hain Khwab dekha na karo Khwab dikhaya na karo be-Khayali main kabhi ungliyan jal jayengi rakh guzare hue lamhoo ki kureda na karo mom ke rishte hain garmi se pighal jayenge dhoop ke shahar main "Azer ye tamasha na karo |
Re: Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
nice hay already share howa hay yaha :D
|
Re: Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
Nyc....
|
Re: Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
nyc
... |
Re: Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
Nye kon hai yahan lifr nice hota hai
|
Re: Dekh lo Khwab magar Khwab ka charcha na karo
v.nyce
|
All times are GMT +5. The time now is 06:19 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.