![]() |
Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain jin rahon per chaltey hain wohi, rahein badal jati hain karney ko kia nahi kartey log muhabbat mein sirf hamarey liye hi kyun? rasmein badal jati hain woh aisa hai k us ka naam sunney k tasawwur say hi hamari tamaam tar sAatein badal jati hain sochti hoon jane kaise? kah paoon ghi main us say milti hoon to dil ki sari batein badal jati hain chahe "Manzil" "Dushwar" ho aur "Duur" bhi humsafer us jaisa ho to musaftein badal jati hain yun to "Raat" ka alam haseen hota hai, madhosh bhi magar"chand" dekhoon to meri ratein badal jati hain mat chaho, k mujhe aadat nahi itna chahne walon ki yeh na ho log kahein, jald hi adatein badal jati hain |
Re: Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
v nyc...
|
Re: Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
thanx life2 sis :handshake:
|
Re: Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
hmmmmmm
Aa Dekh Mujh Sey Roothney Waley Terey Baghair Din Bhi Guzer Gaya, Meri Shab Bhi GUzer Gye |
Re: Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
v.nyec
|
All times are GMT +5. The time now is 06:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.